Ingredients:
atta 1/2 kg
Dahii 1/2 cup
milk 1 cup
salt 1 tsp
black pepper 1 tsp grind
green chillies,hara danhia 1 tsp
oil 1 cup
Preparation:
sub saman mila kar atta goondh lain. Barab size kaay 8-10 piray bana kar rotian bana lain. sub rotian aik kay opar aik rakhlain haar roti kaay darmain main oil laga laay. jub sub aik kaay opar aik rakh laay to roll kaar laay us roll kaay 1 inch kay pieces (length wise ) kaat kaar dobara bail kar fry laay
Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.

